na shikayat na gila kare

 

Na shikayat na gila kare
koi essa shaks howa kare
jo mere liye saja kare
muj hi se batein kya kare
kabhi roe jai wo be panha
kabhi be tahasha uddas ho
kabhi chupke chupke dabe qadam
mere pichee akar hansa kare

meri qurbatein meri chahatein
koi yaad kare qadam qadam
mein taweel safar mein houn magar
meri wapsi ki duwa kare!

__._,_.___
Recent Activity:
Regards:
Zahid Fareed
Zaf.zahid@yahoo.com
.

__,_._,___