suno main musukrana chahta hon

 

suno main musukrana chahta hon
ghamon ko bhol jana chahta hon

yeh duniya talkhiyon se bhar chuki hai
nai duniya basaana chata hon

yeh aik masoom se khawahish hai
dekho tere khabon main aana chahta hon

bohat mushkil sahi halaat lakin
tumhain apna banana chahata hon

andhairay khaaye jatay hain nagar ko
diya koi jalaana chahta hon

__._,_.___
Recent Activity:
Regards:
Zahid Fareed
Zaf.zahid@yahoo.com
.

__,_._,___