Uska mukh ek jot hai
Ghoonghat hai sansaar
Ghoonghat mein wo chhup gaya
Mukh par aanchal daal
Zahid ne mera haasil e eemaan nahin dekha
Rukh pe teri zulfon ko pareshaan nahin dekha
Har haal mein bas pesh-e-nazar hai wohi soorat
Mene kabhi roo-e-shab-e-hijran nahin dekha
Rukh par teri zulfon ko pareshaan nahin dekha
Zahid ne mera haasil e eemaan nahin dekha
Aye thay sabhi tarhaa ke jalway mere aage,
Meine magar ae deeda-e-heraan nahin dekha
Zahid ne mera haasil e eemaan nahi dekha
Rukh par teri zulfon ko pareshan nahin dekha
Kya kya hua hungaam-e-junoon yeh nahi maloom
Kuch hosh jo aya to garebaan nahin dekha
Zahid ne mera haasil e eemaan nahin dekha
Rukh par teri zulfon ko pareshan nahin dekha
...............Zzzz
Dekha Jo Pareshanio Na Kah Uthi Wo Bhi Ik Bar
DiL e ZeR Sa Hum Na Koi Pareshan Nahi Dekha...Zzzz
Zahid Fareed
Zaf.zahid@yahoo.com